Speaker: Adnan Hanif Mughal IMPORTANT: Daraz Customers kay liye Cash Payment Fee Daraz ke platform per hum ne haal hee mein Cash Payment fee muta’rif karwai hai. Yeh ek choti see raqam hai jo Daraz ki taraf se customers ko charge kee ja rahi hai. Yeh raqam un sab orders per lagey gee jin ki payment Cash on Delivery se hogi. Yeh sirf COD purchases per lagayi gayee hai, aur customer se aur customers se checkout kay dauran baqi payment method jesay kay debit/credit card, Daraz wallet aur partner wallet muntakhib karnay par koi izafi fees charge nahi ki jaye gi. Cash Payment Fee ko mutarif karwanay ki wajah delivery kay dauran aap ki aur customers ki convenience hai. Wo orders jin ki payment cash-on-delivery (COD) ke zariyeh ki gayi hai, un ki cash payment fee ki charged amount aap ko Order Overview section mein Customer Information ke neeche dikh jaye gee. Izafi payable amount bhi AWB (airway bill) mein shamil ki jaye gi Facebook: https://www.facebook.com/dailyhadithpost Instagram: https://www.instagram.com/adnanhanifm... Twitter: https://twitter.com/Adnanhanifm If you have any questions or need guidance about anything, just comment below in the comment section. Love you all. Thanks for watching.
Please Like, Subscribe, and Follow Me!
Youtube: Islamic Guide of Life
Facebook: Islamic Guide of Life